Namaz e jumma ka tarika As salamu allaiqum Yeah jumma ki namaz faraz ka tareeqa ha .jo 2 rakat hote ha . jumma ki namaz masjid main imam ka picha he adah hote ha agar kisi ki namaz nikal jahe yani jamat chot jahe to phir wo namaz e zohar adah kareen . sab se pehla niyat kareen jab imam sahab kahe Allah o akbar to namaze us ka baad takbir e tareema kareen yani apna dono hath apna kano tak le jar kar dono hath ka anghotay kano ki loh pe lagahe yani kan k nichla hisa pe lagahe or apna dono hath band lay hath naf ka nicha rakh kar band lay bahe hath ka uper daya hath ana chaheya or girift bana kar pakarlay dahe hath se bahe hath ko phir sana pareen SANAA "Subhana Kalla Humma Wa Bee Hamdeeka Wata Baara Kasmooka Wa Ta'ala Jaddoo Ka Wa La ilaha Ghairuka" Is ka baad TA'AWUZ pareen "Aaoo Zoo Billahee Minash Shaitaanir Rajeem" phir TASMIYAH pareen "Bimillah Hir Rahmaanir Raheem" Is k baad imam sahab surah fateha parte ha wo suna SURAH FAATEHA ...